Zindagi me ek sapna tha jo sapna hi rah gya
dil me ek armaa tha jo arma hi rah gya
mahfilo me gujti rhi mere gajlo par taliyan
mai tanha tha aur tanha hi rah gya
kuch unki yado ke deep jale
kuch ujde gulshan me fool khile
dil ki dilllagi dildaar se kuch aisi huyi
wo khushiyo me roye aur mai unki yaado me rota rah gya
mai tanha tha aur tanha hi rah gya
aaj bhi jab unki yado ke deep jaldte hai
rah rah ke ankho se ashk nikal padte hai
dil me ummedi ab bhi hai unse milne ki
unke bina ye "rahul" adhura thaadhura hi rah gya